Galiyon ka shor
Gali gali Mei kaisa ye shor hei
Annkahi ansunhi ..har koi majboor hei
Sannate ...samjhotey...ajkal life inse hi bharpoor hei
Lukha chuppi....chehron ki...bas ye duniya ki mazhar aur mazhab hei
Kal they wo...aj baite rutkey....parwano ke ek jaal hei
Pehchano khudko ..sachai miljaaye bas yahi ek misaal hei
Tute hei Dil..bas waqt ka imtehaan hei...mushqilo se ishq hojaye aur yahi ikrar hei
Chalte phirte hei hum
Dil ki dhadkan aur dimag pe zor leke...gali gali Mei Jo Roz Inka hi tho shor hei....

Comments
Post a Comment